Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMohammed Rafi
HomeMohammed Rafi
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


garibon ka paseena beh raha hai garibon ka paseena beh raha hai yeh paani bahate bahate keh raha hai kabhi wo din bhi aayega yeh paani rang laayega yeh paani rang laayega garibon ka paseena beh raha hai garibon ka paseena beh raha hai yeh bunden dekh lena ek din tufaan laayengi zameen toh hai zameen yeh aasman ko bhi hilayengi garibon ke gharon tak chal ke khud bhagwan aayega yeh paani rang laayega yeh paani rang laayega garibon ka paseena beh raha hai garibon ka paseena beh raha hai sitam ka had se badh jana tabahi ki nishaani hai badalte hain sabhi ke din purani yeh kahaani hai zamana ek din girte huon ko khud uthaayega yeh paani rang laayega yeh paani rang laayega garibon ka paseena beh raha hai garibon ka paseena beh raha hai agar jal kar kisi majboor ne fariyaad kar daali toh kudrat ke khazane dekhna ho jayenge khaali zameen phat jayegii zameen phat jayegi suraj ka gola toot jaayega yeh paani rang laayega yeh paani rang laayega garibon ka paseena beh raha hai
ghadi milan ki aayi aayi tu chhutti le kar aa jaa pyaar ki been baje naa akele tu zara saath nibha jaa pyaar ki been baje naa akele tu zara saath nibha jaa ajab musibat aayi aayi yahaan to sun mere raja ek saath kai sur bajte hain band ho kaise bata jaa ek saath kai sur bajte hain band ho kaise bata jaa ghadi milan ki aayi aa jaa ri zoo zoo aa jaa munnu ko sula jaa laal palang par moti heera teenon baba so jaa aa jaari zoo zoo aa jaa jab byaah kiya to darna kya jaani bolo main to nahin bolun nahin bolun nahin ho sang nahin dolun nahin dolungi ho mat dol uppar wala dekhta hai toda kisne dil ka shivala dekhta hai dekhe ye durga maai maai hua badan mera aadhaa isi fikar mein ki ye trimurti phir naa bajaane lage baaja isi fikar mein ki ye trimurti phir naa bajaane lage baaja ghadi milan ki aayi chali aa re tu sab ko neend ki goli de ke dil ke tukde ko goli dega re are aisa nahin hoga nahin hoga re hmm naa ho to main bechara kya karunga tere pyaar ke aansun pee ke so
ghar ki murgi daal barabar ghar ki murgi daal barabar koi na puchhe baat bhi aa kar naam zara bhi kuchh ho jaye duniya aa kar gale lagaye aaaa ghar ki murgi daal barabar kal to hum aur the aaj hum aur hain kya se kya ho gaya kabile gaur hai kal to hum aur the aaj hum aur hain kya se kya ho gaya kabile gaur hai ye watan bhi mera meharbaan ho gaya ye watan bhi meraa meharbaan ho gaya ho gaya ho gaya ho gaya ghar ki murgi daal barabar kya kahun majra har sanam hai fida ban gayi dosti dushmanon ki adaa kya kahun majra har sanam hai fida ban gayi dosti dushmanon ki adaa jo koi door tha paas wo aa gaya jo koi door tha paas wo aa gaya aa gaya aa gaya aa gaya ghar ki murgi daal barabar koi na puchhe baat bhi aa kar naam zara bhi kuchh ho jaye duniya aa kar gale lagaye aaaa ghar ki murgi daal barabar ghar ki murgi daal barabar
ghazab kiyaaaaaa tere waade pe aitbaar kiyaaaaa tamaam raat qayamat ka intezaar kiya ghazab kiya hansa hansa ke shab e wasl ashq vaar kiya tasalliyaan mujhe de de ke beqaraaaar kiya ghazab kiyaaaaaa tere waade pe aitbaar kiyaaaaa ghazab kiya hum aise mehven nazaara naa the jo hosh aataaa magar tumhare tagaful mein hoshiyaar kiyaa ghazab kiyaaaaaa tere waade pe aitbaar kiyaaaaa hoooo ghazab kiya fasaana e shab e ghum unko ek kahaani thi kuchh aitbaar kiya kuchh naa aitbaar kiya ghazab kiyaaaaaa tere waade pe aitbaar kiyaaaaa ghazab kiya
ghoda pishori mera tanga lahori mera baitho miyaan ji baitho lala main hoon albela tangewala main hoon albela tangewala ahaa ghoda pishori mera tanga lahori mera baitho miyaan ji baitho lala main hoon albela tangewala main hoon albela tangewala haa taangen thakengi yaaro tange main aao taangen thakengi yaaro tange main aao garmi badi hai pyaaro paidal na jao hoga gulabi rang kala gulabi rang kala main hoon albela tangewala main hoon albela tangewala ghoda pishori mera tanga lahori mera baitho miyaan ji baitho lala main hoon albela tangewala main hoon albela tangewala ha haa bachna o jaane waale main tujh pe waari bachna o jaane waale main tujh pe waari takra na jaye kahin shahi sawari rota phirega ghar wala phirega ghar wala main hoon albela tangewala main hoon albela tangewala ghoda pishori mera tanga lahori mera baitho miyaan ji baitho lala main hoon albela tangewala main hoon albela tangewala mehnat majoori karun jhukna na janun mehnat majoori karun jhukna na
ghodi pe ho ke sawaar chala hai dulhaa yaar kamria main bandhe talwaar akadta hai chhaila mili hai aisi lailaa ye jodi hai nehele pe dehela akadta hai chhaila mili hai aisi lailaa ye jodi hai nehele pe dehela ghodi pe ho ke sawaar chala hai dulhaa yaar kamria main bandhe talwaar kal tak bechaara hum saa kunwaara phirtaa thaa gali gali maara maara kal tak bechaara hum saa kunwaara phirtaa thaa gali gali maara maara ek ik chhokari pholoon ki tokari bolaa dil thaam ke main haara haara yaar ko mubaarak ho mohabbat ki baazi yaar ko mubaarak ho mohabbat ki baazi miya bibi raazi to kyaa karega kaazi sadaa phoole phale donoon ka pyaar ghodi pe ho ke sawaar chala hai dulhaa yaar kamria main bandhe talwaar dulhan ki dhun hai kaisa magan hai hoga milan dekho abhi abhi dulhan ki dhun hai kaisa magan hai hoga milan dekho abhi abhi shaadi ki masti lagti hai sasti padti hai mahangi bhi kabhi kabhi ye baat mat bhulnaa pyaar ki bahaarein ye baat mat bhulnaa pyaar ki bahaarein nanhe
ghoom ke aaya hoon main bandhu roos cheen england india waalo maje uda lo sun kar mera band baajewaala patiyaale waala baajewaala patiyaale waala ghoom ke aaya hoon main bandhu roos cheen england india waalo maje uda lo sun kar mera band baajewaala patiyaale waala baajewaala patiyaale waala mere band mein dhol bajaate the shri raj kapoor sach kehta hoon duniya waalo karta nahin guroor baajewaala patiyaale waala baajewaala patiyaale waala ghoom ke aaya hoon main bandhu roos cheen england india waalo maje uda lo sun kar mera band baajewaala patiyaale waala baajewaala patiyaale waala asha bhosle aur rafi ke tum sab ho deewaane ab lacche ambaale waali aayi band bajaane baajewaala patiyaale waala baajewaala patiyaale waala ghoom ke aayi hoon main baabu roos cheen england are india waalo maje udaalo sun kar mera band baajewaala patiyaale waala baajewaala patiyaale waala burman shankar jai kishan o p naiyyar naushaad ye sab hain shagird mere jaani inka ustaad baajewaala
ghum e hasti se bas begaana hota khudaaya kaash main deewana hota ghum e hasti se bas begaana chali aati qayaamat anjuman mein chali aati qayaamat anjuman mein gulon ko aag lag jaati chaman mein alag baitha alag baitha koi mastaana hota khudaaya kaash main deewana hota ghum e hasti se bas begaana jo dekha hai suna hai zindagi mein jo dekha hai suna hai zindagi mein wo banke dard reh jaata naa jee mein fakat ik khaab fakat ik khaab ik afsaana hota khudaaya kaash main deewana hota ghum e hasti se bas begaana usi deewangi mein bekhudhi mein usi deewangi mein bekhudhi mein naa khulti aankh saari zindagi mein sadaa gardish mein sadaa gardish mein ik paimaana hota khudaaya kaash main deewana hota ghum e hasti se bas begaana hota khudaaya kaash main deewana hota
ghum ki andheri raat mein dil ko naa beqaraar kar subah zuroor aayegi subah kaa intezaar kar ghum ki andheri raat mein dard hai saari zindagi jiska koi seela nahin dil ko fareb dijiye aur ye haunsala nahin aur ye haunsala nahin mujhse to badgumaan naa ho khud pe to aitbaar kar subah zuroor aayegi subah kaa intezaar kar ghum ki andheri raat mein khud hi tadap ke reh gaye dil ki sadaa se kya mila aag se khelte rahe humko wafaa se kya mila humko wafaa se kya mila dil ki lagi bhujha naa de dil ki lagi se pyaar kar subah zuroor aayegi subah kaa intezaar kar ghum ki andheri raat mein dil ko naa beqaraar kar subah zuroor aayegi subah kaa intezaar kar ghum ki andheri raat mein
ghum ki badli mein chamakta ik sitaara hai aaj apna ho na ho par kal humaara hai ghum ki badli mein chamakta ik sitaara hai aaj apna ho na ho par kal humaara hai hum se gairon ka nahin apna sahaara hai aaj apna ho na ho par kal humaara hai gardishon se haar kar oh baithne waale gardishon se haar kar oh baithne waale khud ko khabar kya apne pairon mein bhi hain chhaale khud ko khabar kya apne pairon mein bhi hain chhaale par nahin rukte ke manzil ne pukaara hai aaj apna ho na ho par kal humaara hai ye kadam aise jo saagar kaat dete hain ye wo iraade hain jo parvat kaat dete hain karz in haathon ne dharti par utaara hai sach yayi gaata hai dil kab tak andhera hai raat ke uss paar lekin phir savera hai har samander ka kahin par toh kinaara hai kal humaara hai kal humaara hai kal humaara hai kal humaara hai
phalak pe jitne sitaare hain wo bhi sharmaaye o dene wale mujhe itni zindagi de de yahi sazaa hai meri maut hi na aaye mujhe kisi ko chain mile mujh ko be kali de de ghum uthaane ke liye mein to jiye jaaunga ghum uthaane ke liye mein to jiye jaaunga saans ki lay pe tera naam liye jaaunga ghum uthaane ke liye mein to jiye jaaunga haai tune mujhe ulphat ke siva kuchh na diya aur maine tujhe nafrat ke siva kuchh na diya haai tune mujhe ulphat ke siva kuchh na diya aur maine tujhe nafrat ke siva kuchh na diya tujhse sharminda hoon ae meri wafa ki devi tera mujrim hoon musibat ke siva kuchh na diya ghum uthaane ke liye mein to jiye jaaunga saans ki lay pe tera naam liye jaaunga ghum uthaane ke liye mein to jiye jaaunga tu khayalon mein mere ab bhi chali aati hai apne palkon pe un ashkon ka janaza lekar tu khayalon mein mere ab bhi chali aati hai apne palkon pe un ashkon ka janaza lekar tune neendein kari kurbaan meri raahon mein mein nashe mein raha gairon ka sahaara
ghungharwaa mora chham chham baaje ghungharwaa mora chham chham baaje chham chham ki dhoon par jiyaa mora naache chham chham ki dhoon par jiyaa mora naache ho ghungharwaa mora chham chham baaje ghungharwaa mora chham chham baaje aankhon ne aankhon se masti churaayi aankhon ne aankhon se masti churaayi behke kadam aur nazar ladkhadaayi behke kadam aur nazar ladkhadaayee mann ke singhaasan pe tu hi biraaje ho tu hi biraaje ghungharwaa mora chham chham baaje ghungharwaa mora chham chham baaje chham chham ki dhoon par jiyaa mora naache oye chham chham ki dhoon par jiyaa mora naache ho ghungharwaa mora chham chham baaje ghungharwaa mora chham chham baaje chaahat bina zindagi thi adhoori chaahat bina zindagi thi adhoori tu nahin samjhe gawaalan ki chhori tu nahin samjhe gawaalan ki chhori raadha ko saaje to mohan hi saaje mohan hi saaje ghungharwaa mora chham chham baaje ghungharwaa mora chham chham baaje chham chham ki dhoon par jiyaa mora naache oye chham chham ki
o gora rang chunariya kali motiyon wali ke dil mera haaye oye hoye ke dil mera loot liya o gora rang chunariya kali motiyon wali ke dil mera oooo oye hoye ke dil mera loot liya teri pagdi rang birangi lage mainu changi ke dil mera o sadke oye hoye ke dil mera loot liya teri pagdi rang birangi lage mainu changi ke dil mera haan aa aa oye hoye ke dil mera loot liyaaa haaye goriye chale kyun tan tan ke jaaye kahan tu ban than ke ve murja goriye chale kyun tan tan ke jaaye kahan tu ban than ke hooo ooo main to chali hoon balamwa thane rapat likhwane ke dil mera o bach ke aye haye ke dil mera loot liya o gora rang chunariya kali motiyon wali ke dil mera haaye oye hoye ke dil mera loot liya teri pagdi rang birangi lage mainu changi ke dil mera oye hoye oye hoye ke dil mera loot liya aa haa goriye nazar teri heere kiii gaale seb kashmire ki hoye rehn de goriye nazar teri heere kiii gaale seb kashmire ki hooo ooo sajnaa ye chaalen rehne de mujhko tu sach sach kehne de o
oye hoye gore haa thon par na zulm karo haazir hai ye banda huqm karo gore haa thon par na zulm karo haazir hai ye banda huqm karo gore haa thon par na zulm karo haazir hai ye banda huqm karo tumhari kanwari kalayi ko daag na lageeeeee gore haa thon par na zulm karo haazir hai ye banda huqm karo jaaneman inn haathon mein to mehndi ka rang lagna hai haaye pyaar ki rangat se tera naazuk ang ang sajna hai hai kaun si aisi majboori jo husn kare ye majdoori tumhari kanwari kalayi ko daag na lageeeeee gore haa thon par na zulm karo haazir hai ye banda huqm karo mehlon ki tum raani ho main preet nagar ka shehzaada baant len hum kyun na dono dhan apna aadha aadha hum kaam karen tum raaz karo manzoor to haath pe haath dharo tumhari kanwari kalayi ko daag na lageeeeee gore haa thon par na zulm karo haazir hai ye banda huqm karo gusse mein jo uljhi hai aao to wo latt main suljha doon haaye chheden jo zulfen teri uss shokh hawaa ko rukwaa doon dekho naa yun aankhen mal mal ke
gori chalo naa hans ki chaal zamaana dushman hai teri umr hai solaa saal zamaana dushman hai kuchh parwaah nahin sarkaar zamaana dushman ho mujhe tum se hua hai pyaar zamaana dushman ho o gori chalo naa hans ki chaal zamaana dushman hai teri umr hai solaa saal zamaana dushman hai ho chaand si ujli haseena tum chhod do aana jaana rokega tumhaari raahen hum jaisa koi deewana koi laakh lagaaye pehre main pehre tod ke aaun hoon tere milan ki pyaasi main duniyaa chhod ke aaun o gori chalo naa hans ki chaal zamaana dushman hai teri umr hai solaa saal zamaana dushman hai kuchh parwaah nahin sarkaar zamaana dushman ho mujhe tum se hua hai pyaar zamaana dushman ho ye ishq hai aag ka dariyaa tum soch samjh ke utarnaa hain iss mein hazaaron toofaan aasaan nahin hai guzarna jab pyaar ka bandhan baandha phir aag ho yaa ho paani darr jaaye wo kaisi ulfat darr jaaye wo kaisi jawaani o gori chalo naa hans ki chaal zamaana dushman hai teri umr hai solaa saal zamaana dushman hai
gori ke haath mein jaise ye chhalla aisi ho kismat meri bhi allah gori ke haath mein jaise ye chhalla aisi ho kismat meri bhi allah chhune naa dungi ungali main baabu ban jaao chaahe chaandi ka chhalla chhune naa dungi ungali main baabu ban jaao chaahe re chaandi ka chhalla jaa re jaa re haath ko humare haath lagaa naa ooooooooo dillagi naa samjhna haaan haaan koi loote koi mar mite jag ho deewana hoooooo main jo banu tera gehna tu jo bane gehna sanwarnaa chhod doon mohe tu sajaaye to darpan tod doon hooo aisa gussa bhai re wallah gori ke haath mein jaise ye chhalla aisi ho kismat meri bhi allah chhune naa dungi ungali main baabu ban jaao chaahe chaandi ka chhalla chaahun tujhe doli mein bitha ke kahin le jaaun heyyyy haaye soch mein pad gayi kya jo main teri dulhaniyaa banun ghunghataa jalaa doon hoooooooo haaye main keh gayi kya jo main chaahun re tu bhi wohi chaahe phir tu zaalim sataaye mujhe kaahe hoooo jaa jaa itna tu naa chilla chhune naa dungi ungali main
Gori Tore Nainwa Mohammad
gori zara hans de tu hans de tu hans de zara o chhori zara hans de tu hans de tu hans de zara gori zara hans de tu hans de tu hans de zara o chhori zara hans de tu hans de tu hans de zara o ziddi chhokari phoolon ki tokri ari jadu bhari pudiya o chhoti si bittiya ghaz bhar ki chuttiya na kar gussa meri gudiya gori zara hans de tu hans de tu hans de zara o chhori zara hans de tu hans de tu hans de zara gori zara hans de tu hans de tu hans de zara o chhori zara hans de tu hans de tu hans de zara jeevan ke raaste hasne ke waste na rona tu meri neeta ho tujhko ghumaunga duniyan dikhaunga na kar jhagda meri reeta gori zara hans de tu hans de tu hans de zara o chhori zara hans de tu hans de tu hans de zara gori zara hans de tu hans de tu hans de zara o chhori zara hans de tu hans de tu hans de zara meri kathputli bijli se ujli badi bholi teri duniyan chalne me teer hai itni sharir hai badi ziddi meri muniya gori zara hans de tu hans de tu hans de zara o chhori zara hans
ho gori zulm kare julf ka bikhar jana ho gori zulm kare julf ka bikhar jana ho bikhar jana haaye bikhar jana bikhar jana haaye bikhar jana ho gori ho gori ho gori zulm kare julf ka bikhar jana ho gori zulm kare julf ka bikhar jana har ada teri kamaal mukhda chaand ki misaal chalti morni ki chaal jaane kyu na dil ka haal badgumaan thodi der hi thehar jana ho thehar jana haaye thehar jana thehar jana haaye thehar jana ho gori ho gori ho gori zulm kare julf ka bikhar jana ho gori zulm kare julf ka bikhar jana ye duppata jaali daar pehane motiyun ka haar halka halka ye singaar aaye kis tarah na pyaar ye bahaar uspe ye tera sanwar jana ho sanwar jana haaye sanwar jana sanwar jana haaye sanwar jana ho gori ho gori ho gori zulm kare julf ka bikhar jana ho gori zulm kare julf ka bikhar jana aankh mein hasi guroor husn ke nashe mein choor dekhna ye door door humse kya hua kasoor haaye raam le ke dil tera mukar jana ho mukar jana haaye mukar jana mukar jana haaye mukar jana
hey goriyaaaaa jaldi aa reee are hoooooooooo goriya kahaan tera des re goriya kahaan tera des are hoooooooooo tohe dekhun to laage thes re goriya kahaan tera des hmm laal laal laal chunar odhe ban mein phire bahaar haaye gaal gaal sulge re tera jiya jale hamaar hooooooooooo chhaiyaan pade jahaan tori re hooooooooooo dagri wahin saajan mori re hmm aaheee aaaa aaaaheee yaaaayaaayaaayaaayaaaa aaaaheee are hoooooooooo badla kaisa tune bhes re goriya kahaan tera des oye oye oye oye oye oye oye oye oye oye oye oye oye oye ghoom ghoom ke gali gali jaana piya ke dwaar ho mod mod pe gori teri paayal kare pukaar hooooooooooo raahon mein paayal mori baajegi hooooooooooo dharti gagan tale naachegi hmm aaheee aaaa aaaaheee yaaaayaaayaaayaaayaaaa aaaaheee are hoooooooooo mukh pe ude kaale kes re goriya kahaan tera des nain nain mein kaajal daale dhundhun piya kaa haath o dekh dekh re udta baadal naa din ruke naa raat hooooooooooo ujiyaaraa hai kahin andheraa hooooooooooo saanjh
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Garibon Ka Paseena Beh Raha Hai Naya Aadmi (1956) 03:57 36172
 
Poster of Naya Aadmi (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
N T Rama Rao, Anjali Devi
Duration : 03:57   Song Number : 36172   

Ghadi Milan Ki Aayi Aayi Ek Baap Chhe Bete (1976) 04:33 16434
 
Poster of Ek Baap Chhe Bete (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Mahamood, Moushumi Chatterjee
Duration : 04:33   Song Number : 16434   

Ghar Ki Murgi Daal Barabar Street Singer (1966) 03:13 11236
 
Poster of Street Singer (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Suraj
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Chandrashekhar
Duration : 03:13   Song Number : 11236   

Ghazab Kiya Tere Waade Pe Aitbaar Mohd Rafi 03:27 15116
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Ghazal
Lyricist
Dagh Dehlavi
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:27   Song Number : 15116   

Ghoda Pishori Mera Pyar Ka Bandhan (1963) 04:12 37005
 
Poster of Pyar Ka Bandhan (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dhumal, Helen
Duration : 04:12   Song Number : 37005   

Ghodi Pe Ho Ke Sawaar Ghulam Begum Badshah (1973) 05:00 11811
 
Poster of Ghulam Begum Badshah (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shatrughan Sinha
Duration : 05:00   Song Number : 11811   

Ghoom Ke Aaya Hoon Main Bandhu Basant (1960) 04:39 40514
 
Poster of Basant (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Johnny Walker
Duration : 04:39   Song Number : 40514   

Ghum E Hasti Se Bas Vallah Kya Baat Hai (1962) 03:21 14393
 
Poster of Vallah Kya Baat Hai (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:21   Song Number : 14393   

Ghum Ki Andheri Raat Sushila (1966) 03:10 14306
 
Poster of Sushila (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
C Arjun
On Screen Actors- 
Mahesh Raj, Nana Palsikar
Raag- 
Bilawal
Duration : 03:10   Song Number : 14306   

Ghum Ki Badli Kal Hamara Hai (1959) 04:34 37178
 
Poster of Kal Hamara Hai (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Madhu Bala
Duration : 04:34   Song Number : 37178   

Ghum Uthaane Ke Mere Huzoor (1968) 05:08 13720
 
Poster of Mere Huzoor (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jitendra
Duration : 05:08   Song Number : 13720   

Ghungharwa Mora Chham Chham Baaje Zindagi (1964) 03:18 38711
 
Poster of Zindagi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Mahmood, Helen
Duration : 03:18   Song Number : 38711   

Gora Rang Chunariya Howrah Bridge (1958) 05:47 13345
 
Poster of Howrah Bridge (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Mahmood, Meenu Mumtaaj
Duration : 05:47   Song Number : 13345   

Gore Haathon Par Pyar Kiye Jaa (1966) 05:17 20481
 
Poster of Pyar Kiye Jaa (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 05:17   Song Number : 20481   

Gori Chalo Naa Beti Bete (1964) 03:34 12886
 
Poster of Beti Bete (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Mahamood, Shubha Khote
Duration : 03:34   Song Number : 12886   

Gori Ke Haath Mein Mela (1971) 05:27 20483
 
Poster of Mela (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Mumtaj
Duration : 05:27   Song Number : 20483   

Gori Tore Nain Nainwa Main Suhagan Hoon (1964) 06:15 37929
 
Poster of Main Suhagan Hoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Lachchhi Ram
Duration : 06:15   Song Number : 37929   

Gori Zara Hans De Asli-Naqli (1962) 03:21 12746
 
Poster of Asli-Naqli (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:21   Song Number : 12746   

Gori Zulm Kare Zulf Ka Main Aur Mera Bhai (1961) 03:04 16100
 
Poster of Main Aur Mera Bhai (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
C Arjun
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mahamood
Duration : 03:04   Song Number : 16100   

Goriya Kahaan Tera Des Re Caravan (1971) 05:29 12070
 
Poster of Caravan (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Jitendra, Aruna Irani
Duration : 05:29   Song Number : 12070   
Karaoke Songs of Mohammed Rafi, Sad Songs of Mohammed Rafi, Love Songs of Mohammed Rafi, Dance Songs of Mohammed Rafi, Hip-hop songs of Mohammed Rafi, Best songs of Mohammed Rafi, Super hit songs of Mohammed Rafi, hit songs of Mohammed Rafi, duet songs of Mohammed Rafi, solo songs of Mohammed Rafi, old songs of Mohammed Rafi, famous songs of Mohammed Rafi, Hindi Karaoke Songs of Mohammed Rafi, Hindi Sad Songs of Mohammed Rafi, Hindi Love Songs of Mohammed Rafi, Hindi Dance Songs of Mohammed Rafi, Hindi Hip-hop songs of Mohammed Rafi, best Hindi songs of Mohammed Rafi, super hit Hindi songs of Mohammed Rafi, hit Hindi songs of Mohammed Rafi, duet Hindi songs of Mohammed Rafi, solo Hindi songs of Mohammed Rafi, old Hindi songs of Mohammed Rafi, famous Hindi songs of Mohammed Rafi, Sing Along Songs of Mohammed Rafi, Sing Along Sad Songs of Mohammed Rafi, Sing Along Love Songs of Mohammed Rafi, Sing Along Dance Songs of Mohammed Rafi, Sing Along Hip-hop songs of Mohammed Rafi, Sing Along Best songs of Mohammed Rafi, Sing Along Super hit songs of Mohammed Rafi, Sing Along hit songs of Mohammed Rafi, Sing Along duet songs of Mohammed Rafi, Sing Along solo songs of Mohammed Rafi, Sing Along old songs of Mohammed Rafi, Sing Along famous songs of Mohammed Rafi